Sunday 1 January 2017

3 Songs

National Anthem :

THE NATIONAL ANTHEM The anthem, composed originally in Bengali by Rabindranath Tagore, was adopted in its Hindi version by the Constituent Assembly as the National Anthem of India on 24 January 1950. It was first sung 27 December 1911 at the Calcutta session of the Indian National Congress. The complete song consists of five stanzas. Playing time of the full version of the National Anthem is approximately 52 seconds. A short version consisting of first and last lines of the stanza (playing time approx. 20 seconds) is also played on certain occasions. The lyrics were rendered into English by Tagore himself.

 Jana gana mana adhinayaka, jayahe

Bharata bhagya vidhata

Punjab sindhu Gujarata maratha

Dravida utkala ganga

Vindhya himachala Yamuna ganga

Uchala jaladhi taranga

Tava shubha name jage

Tava shabha ashish maange

Gahe tava jaya gatha

Jana gana mangala dayaka jaya he

Bharata bhagya vidhata

Jaya he, jaya he, jaya he

Jaya jaya , jaya, jaya he!


Scout/Guide Prayer Song :


Daya kar dan bhakti ka

Hamen pareamathma Dena,

Daya karana hamari atma

Men suddhata Dena.

Hamare dhyan men aoo

Prabhu ankho men bas jao.

Andheri dill men aakar ke

Param jyothi jaga Dena.

Bahado prem ki ganga

Dilon men prem ka sagar,

Hamen apas me miljulkar

Prabhu rehna sikha Dena.

Hamara kaarm ho seva,

Hamara dharm ho seva,

Sadai man ho seva ho

Sevakchar Bana Dena.

Vatan ke vaste jeena,

Vatan ke vastes marna,

Vatan per jan Fida karma

Prabhuy hamko sikha Dena.


Written by : Veerdeva veer LT/s Former SOC, Haryana, one of the freedom fighter.

BS&G FLAG SONG :


“Bharat Scout Guide Ka Jhanda
  Uncha Sada Rahega
  Uncha Sada Rahega Jhanda
  Uncha Sada Rahega
  Neela Rang Gagan Ka Visrit
  Bhratru Bhav Phailata
 Tridal Kamal Nit Teen Pratignaon Ki Yaad Dilata
 Aur Chakra Kehta Hai Pratpal Age Kadam Badega
 Uncha Sada Rahega Jhanda
 Uncha Sada Rahega”

WRITTEN BY DAYASHANKAR BUTT

No comments:

Post a Comment